Source : Aloo Ko Cheel Kar Cut Kar Ke Boil Kar Lain Jab Gul Jae To Drain Kar Lain Aur Mash Kar Lain Phr Is Mein Salt Mirch Chicken Dhanya Leaves Green Chilli...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : February 4, 2026
Step:
Aloo ko cheel kar cut kar ke boil kar lain jab gul jae to drain kar lain aur mash kar lain
Phr is mein salt, mirch, chicken, dhanya leaves, green chillies add kar ke achi tarha mix kar lain
Kids ke liye mein sirf salt aur mirch add krti hon aap dono method sy bana skty hain. Ab aata gond lain os ki balls bana lain.
Is mein aloo ki filling kar ke band kar dain 5 mi ts rest dain.