Source : Rice Main Choti Elaichi Aur Zarda Colour Add Kar Kay Boil Kar Lain Ab Daigchi Main Sugar Dalain Aur 1/4 Cup Pani Dal Kar Garam Krain Sugar Melt Ho Jaey ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : January 15, 2026
Step:
Rice main choti elaichi aur zarda colour add kar kay boil kar lain.
Ab daigchi main sugar dalain aur 1/4 cup pani dal kar garam krain.
Sugar melt ho jaey to sheera bana lain.
Ab iss sheeray main ghee add krain. Aur 2_3 minutes paka lain.
Phir uss sheeray main boiled yellow rice add kar kay mix kar lain.
Isay 15_20 minutes ka dum daina hay.
Aadhay dum kay baad badaam, coconut, raisons aur murabay dal dain.