Source : Ek Bowl Me Besan Ko Achy Se Chan Lein Ab Is Me Spices Add Karein Sat Dahi Mila Lein Or Achy Se Phent Lein Ab Is Me Lehsan Adrk Paste Or Dhniya Add Kare...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Nosheen Nadeem
at : December 29, 2025
Step:
Ek bowl me besan ko achy se chan lein ab is me spices add karein sat dahi mila lein or achy se phent lein
Ab is me lehsan adrk paste or dhniya add karein
Ab ek medium size ptela lein atta jis se chanty hy chni lein abbis ko pani ke sat chanty jaye
Achy se chnty jay jab chan jaye or adha ptela pani ho jye to is ko chuly pe pkny ke liye rakh dein sat hi is me hari mirch or onion bhi dal dein or ubal any tak spoon chalty rehn
Ubal any ke baad 1 ghnty low flame per cook hony dein ghrdhi ho jye itna paken krdi jitni pkti hy utni hi mazedar bnti hy 3 se 4 ghnty tak pani dal dal kar pakty rehen
Ab baqi ka 250 gram besan ek bowl me nikal kar us me spices add karein podena bhi sat or achy se phent lein ke pakorda mixtur tyar ho jye
Khrdi me oil gram karein or pakorde tal kar khrdi me milty jain
Ab bachy huy oil se bhagr lagadein lal sabut mirch krdi ptta or zera mazedar se krdi tyar hy