Source : Lauki Ko Wash Kar Kay Peel Kar Kar Gadugash Kar Lay Gadugash Lauki Ko Boil Kar Kay Chaan Lay Takay Us Ka Pani Nikal Lay Bowl Ma Dahi Daal Kar Achi Tarah...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Tehmina Ameen
at : December 28, 2025
Step:
Lauki ko wash kar kay peel kar kar gadugash kar lay.
Gadugash lauki ko boil kar kay chaan lay takay us ka pani nikal lay.
Bowl ma dahi daal kar achi tarah se beat kar lay.
Dahi ma lauki, salt daal kar mix kar lay.
Pan ma oil, zeerah, kuyti hui lal mirch, curry pata daal kar bhagar ready kar lay.