Kali mirch ka qeema

Source : Sab Se Pehly Kisi Bartan Mein Qeema Payaz Tamatar Lahsun Aur Pani Shamil Karain Aur Ache Se Galne Taq Paka Lain Gal Jae To Is Mein Namak Kali Mirc...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : December 21, 2025

Step:

  1. Sab se pehly kisi bartan mein qeema, payaz, tamatar, lahsun aur pani shamil karain aur ache se galne taq paka lain.

    Kali mirch ka qeema recipe step 1 photo Kali mirch ka qeema recipe step 1 photo Kali mirch ka qeema recipe step 1 photo
  2. Gal Jae to is mein namak, kali mirch aur haldi shamil karain.

    Kali mirch ka qeema recipe step 2 photo
  3. Ab desi ghee shamil karain aur ache se bhon lain.

    Kali mirch ka qeema recipe step 3 photo Kali mirch ka qeema recipe step 3 photo
  4. Mazedaar kali mirch ka qeema tayar hai.

    Kali mirch ka qeema recipe step 4 photo Kali mirch ka qeema recipe step 4 photo

Ingredients

  1. 250 grm, qeema
  2. 1 ,payaz
  3. 1 ,tamatar
  4. 1 pothi,lahsun
  5. Namak, hasb_e_zaiqa
  6. 1 tesp, kali mirch
  7. 2 tbsp, desi ghee
  8. 2 glass,pani

Related Recipes

MANGO LASSI WITH new twist

MANGO LASSI WITH new twist

Goan Cucumber Cake Tavsali

Goan Cucumber Cake Tavsali

Franch fries pakoda

Franch fries pakoda

Green tea

Green tea

Vegetarian pumpkin with farata

Vegetarian pumpkin with farata