Source : Qeema Pani Daal Aur Baki Tmam Ingredients Aik Daighchi Main Daal Kar Puknay Rukh Dain Jub Qeemay Main Mojood Pani Ko Boil Aanay Lagay To Aag Hulki Kar ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : December 17, 2025
Step:
Qeema,pani, daal aur baki tmam ingredients aik daighchi main daal kar puknay rukh dain.
Jub qeemay main mojood pani ko boil aanay lagay to aag hulki kar dain. Aur dhukan day dain.
Dhukan day kar 40_45 minutes hulki aag pay puknay dain.
Jub qeema bilkul dry ho jaey aur daal bhi hard na rhay to aag bund kar dain.
Thunda kar kay qeemay ko chop kar lain.
Ab iss main aik egg mix kar kay kabab bana lain.
Kabab bana kar freez bhi kar suktay hain aur forun oil main paka kar serve bhi kar suktay hain.