Source : Chane Ki Daal 2 Hours Ke Liye Soak Kar Ke Rakh Dain Phr Os Ko Boil Kar Ke Pees Lain Karahi Mein Pissi Hoi Daal Daal Kar Half Ghee Aur Elaichi Daal Dain ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : December 10, 2025
Step:
Chane ki daal 2 hours ke liye soak kar ke rakh dain phr os ko boil kar ke pees lain
Karahi mein pissi hoi daal daal kar half ghee aur Elaichi daal dain aur bhon lain jab ghee ki zatorat pary to thora thora kar ke dalti jaen jab bilkul bhon jae aur ghee nazar aany lgy
To is mein zardy ka rung,sugar, milk powder aur milk daal kar sugar melt hony aur halwa thick hony tak pkaen