Source : Pan Mein Milk And Coconut Milk Daal Kar Boil Aany Dain Phr Is Mein Condence Milk Daal Kar Mix Krain Aur Coconut Bhi Daal Dain Achi Tarha Cook Krain ...
Sent by Rashida Minhaj
Pan mein milk and coconut milk daal kar boil aany dain
Phr is mein condence milk daal kar mix krain. Aur coconut bhi daal dain.
Achi tarha cook krain ke halwa thick ho jae. Phr is mein ghee bhi daal dain aur achy sy bhon lain.
Dish ko grease kar ke dish mein nikaal lain Aur nuts sy garnish kar lain