Badaam ka hulwa

Source : Badaam Ko Grind Kar Lain Achi Tra Ab Pan Main Ghee Dal Kar Elaichi Add Krain Ab Grind Keay Badam Aur Sugar Add Krain Aur Bhontay Jaen Jub Bhun Jaey To K...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : December 3, 2025

Step:

  1. Badaam ko grind kar lain achi tra.

  2. Ab pan main ghee dal kar elaichi add krain.

  3. Ab grind keay badam aur sugar add krain aur bhontay jaen.

  4. Jub bhun jaey to khoya add krain aur mazeed bhoon lain.

  5. Itna bhon lain jub tuk ghee nikal aaey.

  6. Dish out kar kay aik do badaam kaat kar garnishing kar kay serve krain.


Ingredients

  1. 1 cup badaam
  2. 1 cup ghee
  3. 1/2 cup sugar
  4. 3 _4 choti elaichi
  5. 1/2 cup khoya

Related Recipes

Hadin yaji

Hadin yaji

Wheat oat

Wheat oat

Donuts

Donuts

Mix fruit delight

Mix fruit delight

Banana bread

Banana bread

Tikka masala macroni

Tikka masala macroni

Peanut butter chocolate milkshake

Peanut butter chocolate milkshake

Mash ki daal

Mash ki daal