Aub ek bare tawe par oil dalein chopped onion add krein halka sa pink krein phir ginger garlic chopped dalein aur 2 min pakain phir kaleji, gurde, dal dal kar halka sa pani dal kar cover kar dein 5 min ke liye us ke baad Tamatar kuti lal mirch, haldi, bhona kuta zera, bhona kuta dhanya add krein aur taka tak krein etna krna hai ke sub chezein ekjan ho jain