Source : Oil Garam Kar Ke Chopped Ginger Add Krein Sath Hi 3 Hari Mirch Lambai Main Cut Kar Ke Add Krein 5 Min Pakain Phir Sare Dry Masale Add Krein Aur Thora Th...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Afshan Tabassum
at : October 14, 2026
Step:
Oil garam kar ke chopped ginger add krein sath hi 3 hari mirch lambai main cut kar ke add krein 5 min pakain phir sare dry masale add krein aur thora thora pani dal kar bhon lein phir tomato pure add krein 5 min pakain phir keema add krein sath hi ginger garlic paste add kar dein aur 10 min ke liye slow flame par pakain
10 ke baad achi tarhan bhon lein oil alag ho jaye tu baki hari mirchein, coriander leaves, ginger cut kar ke add krein 5 min ke liye dam laga dein
Jab oil alag ho jaye tu dish out kar lein aur garam naan ke sath enjoy krein