Source : Sb Sy Phly Beef Ko Boil Kar Lain Aur Sali Sy Gala Lain Phr Tawy Par Oil Dalain Os Mein Chopped Pyaz Brown Kar Lain Phr Os Mein Chopped Tomato Daal Kar ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : October 14, 2025
Step:
Sb sy phly beef ko boil kar lain aur sali sy gala lain. Phr tawy par oil dalain os mein chopped pyaz brown kar lain phr os mein chopped tomato daal kar shoft kar lain
Ab is mein dahi aur masaly daal kar bhon lain. Phr is mein beef aur ginger garlic paste add kar ke aur jo os ki yakhni ho wo half cup daal dain.
Phr opper sy hara dhanya 1tbsp, lemon slices,aur aur thori si hari mirch daal cover kar dain aur bilkul bhoon lain
Ab koyly ka dhwan dy dain aur lemon, onion hara dhanya sy garnish kar ke serve krain.