Jis oil main piyaz brown ki thi ussi oil main sabit garam masale add krein 1 min baad chopped ginger garlic add krein 2 min pakain phir keema add kar dein aur etna bhone ke keeme ka colour change ho jaye aub kutti lal mirch & salt add krein 5 min bhone phir 1/2 cup pani add kar ke slow flame par 15 min ke liye chor dein